Safar Ki Dua

Posted on  by admin

Istoria Lumii in 2 Ore - Documentar Impresionant (TRADUS IN. Documentar Romana Despre Moartea. Youtube filme documentare traduse. Published on Feb 27, 2015. Conspiratii UFO - Documentar Full ( subtitrat Romana ) Conspiratii OZN. 'Martorul' - Un Documentar 'Tribe of Heart'. In filmul documentar premiat ' Martorul', Eddie Lama. Lupul - film documentar (subtitrare germana). Penteleu Rezervatia. Unsubscribe from. Documentare in limba romana hitler si sulita destinului.

or
Create New Account
Create New Account
Today at 2:34 PM
Qaza namaaz ka bayaan :Namaaz ki farziyyat ka bayaan :‾..Continue Reading
Yesterday at 3:30 PM
Hazrat Sayyed Nasir-ud-deen Mahmood Bukhari Suharwardi rahmatullāhi ..alaihi :100% free movies no download. Aap ki wilaadat 2 Zil Qa’ada 740 Hijri (30 April 1340 A.D.) ko hui.Aap ke waalid ka naam Hazrat Makhdoom Jahaaniyan Jahaangast Sayyed Jalaal-ud-deen Husain bin Sayyed Ahmad Kabeer Bukhari rahmatullāhi alaihi hai.**********************Aap ke 10 saahabzaade hain : (1)) Hamid Kabeer(2) Ilm-ud-deen(3) Shahaab-ud-deen(4) Ismāeel(5) Siraaj-ud-deen(6) Fazlullāh (7) Qutb e aalam Burhaan-ud-deen Abdullāh (Ahmedabad, Gujrat)(8) Munawwar-ud-deen urfe Bandagi Shaikh Islaam(9) Sharf-ud-deen (Bahawalpur) (10) Nizaam-ud-deen.**********************785 Hijri (1384 A.D.) me apne waalid ke wisaal ke baad Aap Sajjaada nasheen bane.**********************Aap Hazrat Sayyed Jalaal-ud-deen Husain Bukhari Makhdoom Jahaaniyan Jahaangast rahmatullāhi alaihi ke mureed aur khalifa hain.**********************Aap ka wisaal 22 Ramazaan 800 Hijri (8 June 1398 A.D.) ko hua.Aap ka mazaar Shiraz (Iran) me hai.****************ALLĀH ta’ala us ke Habeeb sallallāhu alaihi wa sallam ke sadqe meAur Hazrat Sayyed Nasir-ud-deen Mahmood Bukhari Suharwardi rahmatullāhi alaihi aur tamaam Auliya Allāh aur Ahle bait ke waseele seSab ko mukammal ishq e Rasool ata farmae aur Sab ke Eimaan ki hifaazat farmae aur Sab ko nek amal karne ki taufiq ata farmae.Aur Sab ko dunya wa aakhirat me kaamyaabi ata farmae aur Sab ki nek jaa'iz muraado ko puri farmae.Aameen.See More
Yesterday at 4:30 AM
Hazrat Imaam Abu Abdullāh Muhammad ibn Maajah rahmatullāhi alaihi :..Aap ki wilaadat 209 Hijri (824 A.D.) me Qazvin (Iran) me hui.Aap ke waalid ka naam Yazeed ibn Abdullāh al-Raba'i hai.Aap Rabi'ah qabeele se ta’alluq rakhte hain.**************Aap ne Qazvin me bunyaadi ta’aleem haasil ki.Phir Qazvin me Hazrat Abul Hasan Ali bin Muhammad Tanafasi, Abu Majr Amr bin Raafe Bajali, Abu Sulaimān Ismāeel bin Taubah Qazvini, Abu Moosā Hāroon bin Moosā Habbaan Tameemi, aur Abu Bakr bi Abi Khaalid Yazeed Qazvini jaise Mohaddeeṡeen se Hadeeṡ ki ta’aleem haasil ki.Aap ne mazeed ta’aleem ke liye aur Ahadeeṡ jama karne ke liye 21 saal ki umr me Iraq, Khurasan, Hijaaz, Misr (Egypt), Shaam (Syria), aur Mashriq (Levant) ka safar kiya.Aap ne Abu Bakr ibn Abi Shaybah, Muhammad ibn Abdullāh ibn Numair, Jubaarah ibn al-Mughallis, Ibrāheem ibn Munzir al-Hizaami, Abdullāh ibn Muawiyah, Hishaam ibn Ammaar, Muhammad ibn Rumh, Ahmad bin Saabit al-Jadhari, Abu Bakr bin Khallaad Baahli aur Daawūd ibn Rasheed se ta’aleem haasil ki.**************Aap ke mash'hoor shaagird :Ali bin Saeed Askari, Ahmad bin Ibrāheem Qazvini, Is'hāq bin Muhammad Qazvini, Abu Tayyab Ahmad bin Rooh She'arani, Ibrāheem bin Deenaar al-Jarshi al-Samadani, Husain bin Ali bin Braanyaad, Sulaimān bin Yazeed Qazvini, Hakeem Madani Isbahani.**************Tasannif :‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾Aap ki likhi hui mash'hoor kitaaben :(1) Sunan Ibn Maajah (4000 Ahadeeṡ, 32 Jild, 1500 Abwaab)(Jo Saha Sitta ki 6 kitaabo me se hai.)(2) Kitaab-ul-Tafseer(3) Kitaab-ul-Taarikh (Raawiyo ke halaat aur seerat ka bayaan).**************Aap ke ilm, fazal o kamala, jalaalat e shaan, hifz e hadeeṡ aur saqaahat ke baare me ulama ka ijama hai.Aap ne jab Hazrat Abu Zur'ah Mohaddeeṡ ko apni kitaab ‘Sunan Ibn Maajah’ pesh ki to use padhne ke baad unho ne farmaaya ke ‘Jab ye kitaab logo ke haatho me pahunchegi to is zamaane ki dusri kitaabo ki zaroorat naho rahegi.’**************Aap ka wisaal 22 Ramazaan 273 Hijri (19 February 887 A.D.) ko Peer ke roz 64 saal ki umr me hua.Aap ki namaaz e janaaza aap ke bhai Hazrat Abu Bakr ne padhaai.Aap ko dusre din dafn kiya gaya.Aap ka mazaar Qazvin (Iran) me hai.****************ALLĀH ta’ala us ke Habeeb sallallāhu alaihi wa sallam ke sadqe meAur Hazrat Imaam Muhammad ibn Maajah Mohaddeeṡ aur tamaam Auliya Allāh rahmatullāhi alaihi ke waseele seSab ko mukammal ishq e Rasool ata farmae aur Sab ke Eimaan ki hifaazat farmae aur Sab ko nek amal karne ki taufiq ata farmae.Aur Sab ko dunya wa aakhirat me kaamyaabi ata farmae aur Sab ki nek jaa'iz muraado ko puri farmae.Aameen. Om namah shivaya in hindi.See More